Buscar este blog

domingo, 29 de marzo de 2015

Aik pal kiun mil ky bichar jata hai;(;(

Uski nazar aisy jhuki
Ky jhuk gaye sajdy mein ham
Manga nahi kuch bhi magar
Bas aik pal nazr e karam
Aik noor sa hai char soo
Kahny lagi ye aarzoo
Jo hai likha taqdeer mein
Wahi ishq ho mery robaro
Koi raasta mola mujh ko dikha dy
Meri manzil mola mujh sy mila dy
Kah rahi hai meri bandagi
Aik pal jo dil mein utar jata hai
Ail pal nazar mein thahar jata hai
Aik pal kiun mil ky bichar jata hai
Aik Pal...

Main ghafil rahi, Main khoyi rahi
Apni zaat mein jazbaat mein
Dard chupa raha khawab bunta raha
Teri aas mein ahsaas mein
Ly chali hai kahan zindagi
Aik pal jo dil mein utar jata hai
Ail pal nazar mein thahar jata hai
Aik pal kiun mil ky bichar jata hai
Aik Pal...!!!


Inteha, inteha, inteha;(;(

Honton py aa na jaye ik dard ki kahani
Shayad mera junoo hai ya piyas ki rawani
Ashk bhi aisy zakham jalty hain
Jhoty rishton sy ghair milty hain
Ay khuda ye sitam kiun howa
Zindagi ban gai kiun saza
Jeet ly kar haar de
Hai ye kesi inteha
Gham hi gham har baar de
Hai ye kesi inteha

Tooty jo jhawab saary
Rothi jo hasratein hain
Ye waqt ki na jany kaisi iniyatein hain
Chalna hai sath lekin
Rasty juda juda hain
Ye kaise faasly hain
Ye kaisi qurbatein hai
Aye khuda tu hi sun iltjaa
Na raha ab koi hamnava

Jeet le kar haar de
Hai ye kaisi inteha
Gham hi gham har baar de
Hai ye kaisi inteha
Inteha, inteha, inteha

Chaha Hai Tujhko, Chahungi Hardam

Chaha Hai Tujhko, Chahungi Hardam
Mar Ke Bhi Dil Se, Ye Pyaar Na Hoga Kam...
Teri Hoon Teri, Jo Chahe Kasam Le Le
Mujhko Humrahi, Tu Apne Gham De De
Saari Umar Hai Mujhko, Dard Judaai Ka Sehnaa
Rastey Mein Koi Hai, Manzilein Meri
Mere Saath Jayengi, Mukshkilein Meri
Chaha Hai Tujhko, Chahungi Hardam
Mar Ke Bhi Dil Se, Ye Pyaar Na Hoga Kam...

Tod diya dil meraa, ;(;(

Tod diya dil mera, Meri khata kuchh bhi nahien, 
mujhpe sitam phir kyuon kiya 
Kuch to sine me reh gaye, kuch to ashko me beh gaye 
Kuch toh arman tham gaye, kuch lahu me hi jam gaye 
Tune di mujhko bewajah, 
pyar karne ki yeh saja Shukriya tera, 
tod diya dil mera, Meri khata kuchh bhi nahien 
mujhpe sitam phir kyun kiya


Kee Jan De Dekar Bhee Devangi Nahee Jatee

Tadap Yeh Ishk Kee Dil Se Kabhee Nahee Jatee
Kee Jan De Dekar Bhee Devangi Nahee Jatee
Naa Janey Woh Kaun See Dunia Hai Woh Mere Rabba
Jaha Se Lautke Koyee Sada Nahee Aati

Ishq Chupta Nahin Chupaane Se

Ishq Chupta Nahin Chupaane Se
Tera Aashiq Hoon Main Zamaane Se
Rok Na Mujhko Paas Aane Se
Tera Aashiq Hoon Main Zamaane Se
Ishq Chupta Nahin Chupaane Se

Ab Mujhe Chod Ke Na Jaana Tum
Dil Mera Tod Ke Na Jaana Tum
Tum To Aaye Ho Manaane Se
Kho Na Jaana Kisi Bahaane Se
Jaan Jaati Hai Tere Jaane Se
Jaan Jaati Hai Tere Jaane Se
Tera Aashiq Hoon Main Zamaane Se
Tera Aashiq Hoon Main Zamaane Se
Ishq Chupta Nahin Chupaane Se

Jane Kyo Bewafa Ban Gaya…

Dekhte Dekhte Tu Meri Zindagi Ban Gaya……
Phir Na Jane Kaise Meri Bandagi Ban Gaya…….
Ae Humnawa Tuh Mujhe Yuh Majhdhaar Mein Chhodkar….
Jane Kyo Bewafa Ban Gaya…

Khud Hi Karli Bewafai Hum Ne, ;(;(

Jaan Kar Bhi Woh Mujhe Jaan Na Paye,
Aaj Tak Woh Mujhe Pehchan Na Paye,
Khud Hi Karli Bewafai Hum Ne,
Takih, Un Par Koi Ilzaam Na Aaye…

Aur toote bhi hum…

Socha tha ke koi bohot toot kar chahega hame… 
Lekin yeh kya sitam hai,
Ke Socha bhi hamne… Chaha bhi hamne… 
Aur toote bhi hum…

Ay Humnawa, Meri Qabr Pe Tum Na Aana,

Tumhen Bhuulane Ki Mai Koshish Karungi,
Ye Vaada Karo Ke Na Tum Yaad Ana,

Mujhe Mere Mitne Ka Gam Hai To Ye Hai,
Tumhen Bevafaa Keh Raha Hai Zamana,

Ay Humnawa, Meri Qabr Pe Tum Na Aana,
Tumhen Dekh Kar Shaq Karega Zamana…

apno ki Mohabbat ab mohabbat nahi rahi….

Acha hua Maloom ho gaya, apno ki Mohabbat ab
mohabbat nahi rahi….
Warna hum toh apna ghar bhi chord rahe they, unke
dil main rehne ke liye….

lunes, 23 de marzo de 2015

Mitwa... Kahe Dhadkan Tujhse Kya

Mere Mann Ye Bata De Tu
Kis Or Chala Hai Tu
Kya Paya Nahi Tune
Kya Dhundh Raha Hai Tu
Jo Hai Ankahee Jo Hai Ansuni
Woh Baat Kya Hai Bata
Mitwa... Kahe Dhadkan Tujhse Kya
Mitwa... Yeh Khudse Toh Na Tu Chhupa )

Kabhi alvida na kehna

Tum ko bhi hai khabar
Mujhko bhi hai pata
Ho raha hai judaa
Dono ka raasta
Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

Jitni thi khushiyaa
Sab kho chuki hai
Bas ek gham hai ki jaata nahi
Samjha ke dekha behla ke dekha
Dil hai ki chain isko aata nahi aata nahi
Aansoon hai ke hai angarey
Aag hai kab aankhon se behna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna



Humko Tumse Pyar Huva Hain Jeena Dushwaar Huva Hain

Tu Dharti Pe Chaahe Jahaan Bhi Rahega
Tujhe Teri Khushbu Se Pehchaan Lungi
Agar Band Ho Jaayengi Meri Aankhen
Agar Band Ho Jaayengi Meri Aankhen
Tujhe Teri Dhadkan Se Pehchaan Lungi

Humko Tumse Pyar Huva Hain Jeena Dushwaar Huva Hain

miércoles, 4 de marzo de 2015

martes, 3 de marzo de 2015

ve main teri je na hoyi hor kise de ni hoana,

ehe jindagi a teri, tere bina nahi jeona,
ve main teri je na hoyi hor kise de ni hoana,
ehe jindagi a teri, tere bina nahi jeona,
ve main teri je na hoyi hor kise de ni hoana,

tera pyaar meri nasa vich khoon ban daude,
tere krke ha jeondi nhi ta mari hundi khaure,
bada aaukha tainu paya hun paake nhio khona,
ve main teri je na hoyi hor kise de ni hoana,

tu hove mere kol ta bahar jehi lagge,
tu na dise ta eh duniya bekar jehi laggi,
tera lekha vicho naam na main likheya mitaona,
ve main teri je na hoyi hor kise de ni hoana,

mainu pyaar ve jandaali waale jassi tere naal,
hor dasa ki ki tainu dil aapne da haal,
jind laati tere lekhe bas tere layi jiouna,
ve main teri je na hoyi hor kise de ni hoana,


Maut Se Pehle, Kafan Aud Ker Sona Seekh Gaye..!

Dard Se Hum Ab Khelna Seekh Gaye,
Hum Bawafai Ke Saath Jeena Seekh Gaye,
Kya Batayein Kis Kadar Dil Toota Hai Mera,
Maut Se Pehle, Kafan Aud Ker Sona Seekh Gaye..!