Buscar este blog

lunes, 22 de junio de 2015

Tu pyaar hai kisi aur kaaTujhe chahta koi aur hai

Tu pyaar hai kisi aur kaa
Tujhe chahta koi aur hai.
Tu pasand hain kisi aur ki
Tujhe mangta koe aur hai

Kaun apanaa hai
Kyaa begaanaa hai
Kyaa hakeekat hai
Kyaa fasaanaa hai
Ye zamaane mein kisne jana hai
Tu nazar mein hai kise aur ki
Tujhe dekhta koi aur hai

Pyaar mein aksar aisa hotaa hai
Koi hasataa hai
Koi rotaa hai
Koi paataa hai
Koi khotaa hai
Tu jaan hai kisi aur ki
Tujhe jaantaa koi aur hai

Ishq karoge to dard milegaDard bada tadpayega

Ishq karoge to dard milega
Dard bada tadpayega
Tumhe aayega na chain kahi
Koi bhi na dil bahlayega
Ishq karoge to dard milega

Ishq kiya hai dard liya hai
Kaun mujhe samjhayega
Mujhko hai pata mere dil ko sanam
Bechaini me bhi chain aayega
Ishq karoge to dard milega

Na kisi se dil lagana
Ninde apni na gavana
Nind to kya de du mai jaa
Roke ruke na ye tufa
Ab aisi bato se kya darna
Kya darna kya darna

Bepanah pyar hai aaja. Tera intezaar hai aaja

Suna Sunaa Lamha Lamhaa
Meri Rahein Tanha Tanhaa
Aakar Mujhee Tum Tham Loo
Manzil Terii Dekhe Rastaa
Mudke Zaraa Ab Dekh Loo
Aisa Milann Phir Ho Na Hoo
Sab Kuch Meraa 
Tum Hi Tho Hooo

Bepanah Pyaar Hai Aajaa
Tera Intezaar Hai Aajaa.
Oo
Bepanah Pyaar Hai Aajaa
Tera Intezaar Hai Aajaa
Suna Sunaa Lamha Lamhaa
Meri Rahein Tanha Tanhaa

viernes, 19 de junio de 2015

Kaun Hai Jo Sapano Mein Aaya... Kaun Hai Jo Sapano Mein Aaya

Jahaan Maine Dekha Usiko Hi Paaya
Yeh Kya Dard E Dil Mere Dil Mein Jagaaya
Subah Shaam Mere Khayaalon Pe Chhaaya
Kaun Hai Jo Sapano Mein Aaya
Kaun Hai Jo Sapano Mein Aaya

Woh Raaton Ki Nindein Udaane Laga Hai
Mere Khaayishon Ko Jagaane Laga Hai
Adaao Ke Nakhare Dikhaaungi Usako
Main Had Se Jyaada Sataaungi Usako
Meri Dhadkano Wahi Hai Samaaya
Yeh Kya Dard E Dil Mere Dil Mein Jagaaya
Subah Shaam Mere Khayaalon Pe Chhaaya

Jahaan Maine Dekha Usiko Hi Paaya
Yeh Kya Dard E Dil Mere Dil Mein Jagaaya
Subah Shaam Mere Khayaalon Pe Chhaaya
Kaun Hai Jo Sapano Mein Aaya
Kaun Hai Jo Sapano Mein Aaya

jueves, 18 de junio de 2015

O Allah Waariyan O Main Toh Haariyan O Tooti Yaariyan Mila De Oye !

Apne Roothein, Paraye Roothein Yaar Ruthe 
Naa Khawab Tutein, Waade Tutein Dil Yeh Tute Naa
Ruthe Toh Khuda Bhi Ruthe Sath Chhuthe Naa 
 O Allah Waariyan O Main Toh Haariyan O Tooti Yaariyan Mila De Oye !
 Udte Patangon Mein Holi Wale Rango Mein Jhumenge Phir se Dono Yaar 
Wapas toh Aaja Yaar Seene se Laga Ja Yaar Dil to Hue hain Zaar Zaar 
Ho Apne Roothein, Paraye Roothein Yaar Ruthe Naa 
Khawab Tutein, Waade Tutein Dil Yeh Tute Naa 
Ruthe Toh Khuda Bhi Ruthe Sath Chhuthe Naa
 O Allah Waariyan O Main Toh Haariyan O Tooti Yaariyan Mila De Oye ! 
Reh Bhi na Paaye Yaar Seh Bhi na Payein Yaar Behti Hi Jaye Dastan 
Umar Bhar ka Intezar Ik Pal bhi Na Karar Ungli pe Nachaye Dastan 
Ho Apne Roothein, Paraye Roothein Yaar Ruthe Naa 
Khawab Tutein, Waade Tutein Dil Yeh Tute Naa 
Ruthe Toh Khuda Bhi Ruthe Sath Chhuthe Naa 
O Allah Waariyan O Main Toh Haariyan O Tooti Yaariyan Mila De Oye !

martes, 16 de junio de 2015

Aaj lagta hai main hawaon mein hoon, Aaj itni khushi mili hai,

Dhanak ka rang hai bikhra mere duppate pe,
Saari khoonshbu meri baahon mein simat aayi hai,
Paanv padte nahi zameen pe mere,
Mujhpe ajeeb si masti yeh umad aayi hai,
Aaj lagta hai main hawaon mein hoon,
Aaj itni khushi mili hai,
Aaj bas mein nahi hai mann mera,
Aaj itni khushi mili hai,
Aaj lagta hai main hawaon mein hoon,
Aaj itni khushi mili hai,

Haya ki shokhiyaan lipti hai mere aanchal se - 3
(Aisa lagta main dulhan hoon bani 
Aaj itni khushi mili hai) - 2

Jo bheji thi dua Woh jaake aasmaan se yun takra gayi Ki aa gayi hai laut ke sadaa

Kise poochu..
Hai aisa kyu?
Bejubaan saa ye jahaan hai

Khushi ke pal
Kahaan dhoondu?
Benishaan sa waqt bhi yahaan hai

Jaane kitne labon pe gile hain
Zindagi se kayi faasle hain

Paseejte hai sapne kyun aankhon mein
Lakeere jab chhoote inn haathon se yun bewajah

Jo bheji thi dua
Woh jaake aasmaan se yun takra gayi
Ki aa gayi hai laut ke sadaa