Buscar este blog

jueves, 29 de octubre de 2015

Nafrat Thi Humse To Pyar Kyon Kiya?

Nafrat Thi Humse To Pyar Kyon Kiya?
Dena Tha Zeher To Ikraar Kyon Kiya?
Deke Zeher Ab Kehte Ho Ke Peena Hi Hoga,
Aur Jab Pee Gaye,
To Kehte Ho Ki Ab Jeena Bhi Hoga

Yaad mein teri aankhe bharta hai koi,

Yaad mein teri aankhe bharta hai koi,
Har saans ke saath tujhe yaad karta hai koi,
Maut to sachchai hai aani hai,
Lekin teri judaai mein har roz marta hai koi

Tu hi hai aashiqui Tu hi awaaragi Tu hi hai zindagi Tu hi juda


Tu hi hai aashiqui
Tu hi awaaragi
Tu hi hai zindagi
Tu hi juda

Tu ibteda meri
Tu inteha meri
Tu hi mera jahaan
Tu hi juda

Tu mere rubaroo
Har shay mein tu hi tu
Tu pehli aarzoo
Tu hi juda

Dil ne kaha tha na tadpega
Phir aaj dil dhadke kyun jaaye
Khwaabon ne tay kiya tha khona
Phir aaj kyun palat woh aaye

Tujhmein likha hoon main
Tujhse juda hoon main
Tu mera rog hai
Tu hi dawaa

Tu hi hai aashiqui
Tu hi awaaragi
Tu hi hai zindagi..
Tu hi juda

Aadhi hai rehguzar
Aadha hai aasmaan
Aadhi hai manzilein
Aadha hai jahaan

Tera hoon jaan le
Rooh mujhse baandh le
Baanhon mein thaam le
Kar de zinda
Har shay mein tu
Chappe chappe mein tu
Khwahish mein tu
Kisse qisse mein tu
Har zidd mein tu
Fikron zikron mein tu..

Tu hi hai aashiqui
Tu hi awaaragi
Tu hi hai zindagi
Tu hi juda

Tu ibteda meri
Tu inteha meri
Tu hi mera jahaan
Tu hi juda

Soundhi si baatein hai
Raahat se naate hai
Rishta sukoon se phir hai juda
Phir meethi dhoop hai
Phir teri chaanv hai
Apni har saans tujhpe doon luta

Rag rag mein tu
Zarre zarre mein tu
Nas nas mein tu
Katre qatre mein tu
Tujhmein hoon main
Mujhmein basi hai tu

Poori hai reh guzar
Poora hai aasmaan
Poori hai zindagi
Poora jahaan

Sang tere raasta
Sadiyon ka waasta
Phir se jeene ki ek tu hi wajah

Tujhmein likhi hoon main
Tujhse judi hoon main
Tu mera rog hai
Tu hi dawaa

Tu hi awaaragi
Hum mauj
Humnasheen ab hon zinda

Tu hi awaaragi
Tu hi hai zindagi
Tu hi judaa

Kisi aur ki bahon mein rehkar,

Kisi aur ki bahon mein rehkar, 
Woh Humse wafa ki baat karte hai, 
Yeh kaisi chahat hai yaro, 
Woh bewafa hai yeh jaankar bhi, 
Hum ussi se bepanah pyar karte hai.

Ab bhi taaza hain zakhm seene mein,

Ab bhi taaza hain zakhm seene mein, 
Bin tere kya rakha hain jeene mein, 
Hum to zinda hain tera sath paane ko, 
Wrna der kitni lgti hai zaher peene me.

Na wo aa sake na hum kabhi jaa sake,

Na wo aa sake na hum kabhi jaa sake, 
Na dard dil ka kisi ko suna sake, 
Bas baithe hain yaadon mein unki, 
Na unhone yaad kiya or na hm unko bhula sake

Kitna bebas hain insaan kismat ke aage

Kitna bebas hain insaan kismat ke aage 
Har sapna tut jata hain hakikat ke aage, 
Jisne kbhi duniya me haarna nahi sikha 
Wo bhi haar jata hai mohabbat ke aage.

Kisi kee yaad dil mein aaj bhi hain,

Kisi kee yaad dil mein aaj bhi hain, 
Bhool gaye wo magar pyaar aaj bhi hain, 
Hm khush rehne ka dawa to krte h 
magar 
Unki yaad mein behte aansu aaj bhi hain!

Dil ko aaj kal ek naam bahut yaad aata hai

Dil ko aaj kal ek naam bahut yaad aata hai 
Har pal or subhaa shaam yaad aataa hain, 
Sochtii hoon ke kar lu dusarii mohaabat, 
Fir pehli mohabbat ka anjaam yaad aata h

Mujhe dard-e-ishq ka mazaa maloom hain,

Mujhe dard-e-ishq ka mazaa maloom hain, 
Dard-e-dil ki inteha bhi maloom hain, 
Zindagi bhar muskurane ki dua naa dena 
Mujhe pal bhar muskurane ki saza maloom h

lunes, 26 de octubre de 2015

Barson Se Ek Sapna Hai Mera Btao Pura Karo Gey Tum?

Barson Se Ek Sapna Hai Mera Btao Pura Karo Gey Tum? 
Bhool Jao Mere Siwa Sub Kuch Btao Aisa Karo Gey Tum? 
Nahi Kuch Or Tamana Ab, K Bus Mere Ho Jao Tum, 
Kabhi Na Chor K Jao Gey Btao Aisa Karo Gey Tum 
Faqt Ik lafz Sun'ne Ko Kai Barso se Tarsi Hun 
Mujhe Apna Bna Lo Tum Btao Aisa Karo Gey Tum..!!!

Dard ka ehsaas hota hai kanton pe chalne k baad,

Dard ka ehsaas hota hai kanton pe chalne k baad, 
Aag ki tapish hoti hain aag pe chalne ke baad, 
Mat karo hum se baat kabhi, 
magar yaad rakhna 
Hmari kader hogi apko hmare mar jane ke baad

Dard jigar me uthta hai, koi marham lgane vala nhi

Dard jigar me uthta hai, koi marham lgane vala nhi 
Aag lagti hain dil mein, koi bujhaane vala nahin 
Kis se umeed rakhe hum iss bhare jahan mein 
Har kisi ne rulaaya iss qadar, koi hansane vala nahi

Itni Bechaini Se Tumko Kiski Talaash Hai,

Itni Bechaini Se Tumko Kiski Talaash Hai,
Wo Kaun Hai Jo Teri Aankhon Ki Pyaas Hai,
Jabse Mili Hun Tumse Yahi Sochtaa Hun Main,
Kyon Mere Dil Ko Ho Raha Tera Ehsaas Hai,
Zindgi Ke Is Mod Pe Tum Aake Yun Mile,
Jaise Ki Koi Manzil Mere Itne Paas Hai,
EK Nazar Ki Aas Me Dekhti Hun Main Tujhe,
Ab Dekh Tere Khatir Ek Aashiq Udaas Hai.


Ehsaan Kiya Usne Mujhe Pyaar Sikha Kar,

Ehsaan Kiya Usne Mujhe Pyaar Sikha Kar,
Kya Hoti Hai Chahat Ye Mujh Ko Bata Kar,
Judai hi Hota Hai Pyaar Ka Asli Matlab,
Chhod Diya Mera Saath Bas Itna Bata Kar.


jueves, 22 de octubre de 2015

Your love is like a...


"Your love is like a rose that blooms in the sunlight, 
just like your heart



"Love is like a deep ocean of secrets.


"Love is like a deep ocean of secrets. 
You never really know how deep it can go, 
whether it's smooth or rough, or if you can trust it!


miércoles, 21 de octubre de 2015

And I'm The Girl

I'm the girl, who hides behind a smile everyday.
I'm the girl, who has a tough exterior.
But that's not who I really am.
I'm the girl, who has a lot of problems,
But doesn't share one thing.
I'm the girl, who keeps everything bottled up.
Sometimes I just need someone to talk to. 
Someone to care about me.
Someone to listen to my problems.
Someone to hold me when I cry.
Someone to love me.
Nobody knows the real me.
Nobody knows what I go through everyday.
Nobody knows what I have to do just to make it through the day.
Nobody knows that I'm the girl who isn't who I say I am.
And I'm the girl who will cry herself to sleep every night.


viernes, 16 de octubre de 2015

meri barbad zindagii ke kisse sunte hai sabhi.....

meri barbad zindagii ke kisse sunte hai sabhi.....
jese koi kahani sunte hai sabhi
me ro ro kar sunati hu.......
or mazak banate hai sabhi.......... ....
meri zindagi ke kisso pe hasne waalo......
koi tum par na hase kabhi ........
isliye
mohabbat na karna kabhi.......... ;(

Mujhe Ishq me ilzamo ki parwah nahi ,

Mujhe Ishq me ilzamo ki parwah nahi ,
Mai ashiq hu jurm-e-ishq ka gawah nahi,

Teri khusi isme hai to mai hajir hu samne,
Lakh sitam kar lo mere labo pe ahh nahi,

Mujhe samjha ke waqt jaaaya kar rahe ho,
Ishq me magrur log lenge kabhi salah nahi,
Chalo mana tune bhula diya hai mujhe,
Ye kahte hua kya bhingi teri nigah nahi,
Mai sar ko jhuka lu mumkin hi nahi hai,
Hai kaun badshah mujhe parwah nahi …..

jueves, 15 de octubre de 2015

Chal mere humnashi aaj kahi aur chal,

Chal mere humnashi aaj kahi aur chal,
Iss chaman mein ab apna kahi guzara nahi,
Baat hoti gulon tak to seh lete hum bhi,
Ab to kaanton pe bhi haq hamara nahi.

Pal Pal Aapki Yaad Me Tadapte Rahi hu mein..♥♥

Pal Pal Aapki Yaad Me Tadapte Rahi hu mein..♥♥
Aapki yaadon Ke Tufano Se Ladti Rahi hu mein..♥♥
Koi Puche to Kehti hu Theek Hu Mein..♥♥
Kaun Jane Kaise Mar-Mar kar Jee Rahi hu Mein..♥♥
Koun jane Kaise Mar-Mar Jee Rahi hu mein..♥♥



          


martes, 13 de octubre de 2015

Judai

Ehsaan Kiya Usne Mujhe Pyaar Sikha Kar,
Kya Hoti Hai Chahat Ye Mujh Ko Bata Kar,
Judai hi Hota Hai Pyaar Ka Asli Matlab,
Chhod Diya Mera Saath Bas Itna Bata Kar.

Yaad aati nahien

Chand ko dekhe bagair aapko hamari yaad aati nahi,
Akele baithe bagair aapko hamari khayaal aati nahi,
Kya aaj itne begaane ho gaye hum,
jo koi dard dekhe bagair aapko hamari yaad aati nahi.

miércoles, 7 de octubre de 2015

Jaane Jaan Jaane Jaan Rab tere duhai Yeh kaise judai

Jaane Jaan Jaane Jaan 
Rab tere duhai Yeh kaise judai 
Jaane Jaan Jaane jaan  Aaja na aaja na 
Rab teri duhai Yeh kaise judai 
Khoon-e-Jigar yeh kehta hai  Tu dil mein rehta hai 
Jaane Jaan Jaane jaan Aaja na aaja na 
Teri Liye gum sahu Sare mein sitam sahu 
Saajna saaajnaa mere saajna 
Khud ko mitaungi Mar ke deekhaungi 
Balma balma 
Kehta hai mera jiya Mera Tan man piya 
Hai tera hai tera Mane ya na mane koi Jaane ya na jane 
koi Tu mera tu mera Bandha ko jise tode 
Aisa nahi hai yeh bandan 
Tere naam leekh dala mein to yeh mera jeevan Bin tere na jee paun 
Ghoot ghoot ke mein mar jaun 
Jaane Jaan Jaane Jaan 
Rab tere duhai Yeh kaise judai 
Jaane Jaan Jaane jaan Aaja na aaja na 
Rab teri duhai Yeh kaise judai 
Khoon-e-Jigar yeh kehta hai Tu dil mein rehta hai 
Jaane Jaan Jaane jaan Aaja na aaja na 
Saari zindagani leekhun Lahu se kahani leekhun 
Pyaar ki pyaar ki Kuch bhi zaamana kare 
Yaadein na bhoolun Yaar ki yaar ki 
Rasmein jahan ki sab Kasmein jahan ki Tod dun tod dun 
Tere Liye saathi mere Has ke mein sara jag Chod dun chod dun 
Zulmo ki saalokhon mein Mujhko nahi hai aab rehna 
Dard yeh beechadne ka Mujhko nahi hai aab sahena 
Kasti ka kinara hai Tu mere sahara hai 
Jaane Jaan Jaane Jaan 
Rab tere duhai Yeh kaise judai 
Khoon-e-Jigar yeh kehta hai 
Tu dil mein rehta hai 
Jaane Jaan Jaane jaan Aaja na aaja na

lunes, 5 de octubre de 2015

Mi objetivo son tus sentimientos,

Mi objetivo son tus sentimientos,
uno a uno, de mi a ti,
riendo tristezas,
llorando sonrisas,
mi objetivo eres tú,
y sólo tú, para amarte.



Si fuera más guapa Y un poco más lista

Si fuera más guapa 
Y un poco más lista 
Si fuera especial 
Si fuera de revista 
Tendría el valor 
De cruzar el vagón 
Y preguntarte quién eres 
Te sientas enfrente 
Y ni te imaginas 
Que llevo por ti 
Mi falda más bonita 
Y al verte lanzar 
Un bostezo al cristal 
Se inundan mis pupilas 

De pronto me miras 
Te miro y suspiras 
Yo cierro los ojos 
Tú apartas la vista 
Apenas respiro 
Me hago pequeñita 
Y me pongo a temblar 

Y así pasan los días 
De lunes a viernes 
Como las golondrinas 
Del poema de Bécquer 
De estación a estación 
Enfrente tú y yo 
Va y viene el silencio 

De pronto me miras 
Te miro y suspiras 
Yo cierro los ojos 
Tú apartas la vista 
Apenas respiro 
Me hago pequeñita 
Y me pongo a temblar 

Y entonces ocurre 
Despiertan mis labios 
Pronuncian tu nombre tartamudeando 
Supongo que piensas 
Qué chica más tonta 
Y me quiero morir 

Pero el tiempo se para 
Te acercas diciendo 
Yo no te conozco 
Y ya te echaba de menos 
Cada mañana rechazo el directo 
Y elijo este tren 

Y ya estamos llegando 
Mi vida ha cambiado 
Un día especial 
Este 11 de marzo 
Me tomas la mano 
Llegamos a un túnel 
Que apaga la luz 

Te encuentro la cara 
Gracias a mis manos 
Me vuelvo valiente 
Y te beso en los labios 
Dices que me quieres 
Y yo te regalo 
El último soplo de mi corazón

Sin ti no soy nada,

Sin ti no soy nada, 
una gota de lluvia mojando mi cara 
mi mundo es pequeño y mi corazón pedacitos de hielo 
solía pensar que el amor no es real, 
una ilusión que siempre se acaba 
y ahora sin ti no soy nada 
sin ti niña mala, 
sin ti niña triste 
que abraza su almohada 
tirada en la cama, 
mirando la tele y no viendo nada 
amar por amar y romper a llorar 
en lo más cierto y profundo del alma, 
sin ti no soy nada 
los días que pasan, 
las luces del alba, 
mi alma, mi cuerpo, mi voz, no sirven de nada 
porque yo sin ti no soy nada 
sin ti no soy nada 
sin ti no soy nada 
me siento tan rara, 
las noches de juerga se vuelven amargas 
me río sin ganas con una sonrisa pintada en la cara 
soy sólo un actor que olvidó su guión, 
al fin y al cabo son sólo palabras que no dicen nada 
los días que pasan, 
las luces del alba, 
mi alma, mi cuerpo, mi voz, no sirven de nada 
qué no daría yo por tener tu mirada, 
por ser como siempre los dos 
mientras todo cambia 
porque yo sin ti no soy nada 
sin ti no soy nada 
sin ti no soy nada.