Buscar este blog

miércoles, 7 de octubre de 2015

Jaane Jaan Jaane Jaan Rab tere duhai Yeh kaise judai

Jaane Jaan Jaane Jaan 
Rab tere duhai Yeh kaise judai 
Jaane Jaan Jaane jaan  Aaja na aaja na 
Rab teri duhai Yeh kaise judai 
Khoon-e-Jigar yeh kehta hai  Tu dil mein rehta hai 
Jaane Jaan Jaane jaan Aaja na aaja na 
Teri Liye gum sahu Sare mein sitam sahu 
Saajna saaajnaa mere saajna 
Khud ko mitaungi Mar ke deekhaungi 
Balma balma 
Kehta hai mera jiya Mera Tan man piya 
Hai tera hai tera Mane ya na mane koi Jaane ya na jane 
koi Tu mera tu mera Bandha ko jise tode 
Aisa nahi hai yeh bandan 
Tere naam leekh dala mein to yeh mera jeevan Bin tere na jee paun 
Ghoot ghoot ke mein mar jaun 
Jaane Jaan Jaane Jaan 
Rab tere duhai Yeh kaise judai 
Jaane Jaan Jaane jaan Aaja na aaja na 
Rab teri duhai Yeh kaise judai 
Khoon-e-Jigar yeh kehta hai Tu dil mein rehta hai 
Jaane Jaan Jaane jaan Aaja na aaja na 
Saari zindagani leekhun Lahu se kahani leekhun 
Pyaar ki pyaar ki Kuch bhi zaamana kare 
Yaadein na bhoolun Yaar ki yaar ki 
Rasmein jahan ki sab Kasmein jahan ki Tod dun tod dun 
Tere Liye saathi mere Has ke mein sara jag Chod dun chod dun 
Zulmo ki saalokhon mein Mujhko nahi hai aab rehna 
Dard yeh beechadne ka Mujhko nahi hai aab sahena 
Kasti ka kinara hai Tu mere sahara hai 
Jaane Jaan Jaane Jaan 
Rab tere duhai Yeh kaise judai 
Khoon-e-Jigar yeh kehta hai 
Tu dil mein rehta hai 
Jaane Jaan Jaane jaan Aaja na aaja na

No hay comentarios:

Publicar un comentario